| Unche unche mandir tare |
| Uncha tera dhaam |
| Kailaas wale |
| Bhole baba ho.. |
| Karate hai tujhe pranaam... |
| (Nagar me jogi aaya |
| Yashoda ke ghar aaaya |
| Bhed koi samjh na paya |
| Ki aake alakh jagaya.. |
| Sabse bada hai tera naam tera naam |
| Bhole naath bhole naath - 2) - 2 |
| (O aang vibhut gale rudra mala |
| Shesh naag laptayo |
| Bako teelak bhal chandramaa |
| Ghar ghar alakh jagayo) - 2 |
| Nagar me jogi aaya |
| Yashoda ke ghar aaya |
| Bhed koi samjh na paya |
| Ki aake alakh jagaya |
| Sabse bada hai tera naam |
| Bhole naath bhole nath - 2 |
| O o... (le bhiksha nikali nand raani |
| Kanchan thaal bharayo |
| Lo bhiksha jogi jao jangal me |
| Mero lal darayo) - 2 |
| Nagar me jogi aaya - 2 |
| Yashoda ke ghar aaaya |
| Bhed koi samjh na paya |
| Ki aake alakh jagaya |
| Sabse bada hai tera naam |
| Bhole naath bhole nath - 2 |
| (O o naa chahiye |
| Teri dualat duniya |
| Aur na kanchan maya |
| Tere lal ka darsh kara de |
| Mai kailash aaaya) - 2 |
| Nagar me jogi aaya |
| Yashoda ke ghar aaaya |
| Bhed koi samjh na paya |
| Ki aake alakh jagayo |
| Sabse bada hai tera naam |
| Bhole naath bhole nath - 2 |
| (O o... panch ved parikarma karke |
| Singhi naad bajayo |
| Shur dash balihari kanhaiya |
| Jug jug jeev tero jayo) - 2 |
| Nagar me jogi aaya |
| Yashoda ke ghar aaaya |
| Bhed koi samjh na paya |
| Ki aake alakh jagaya |
| Sabse bada hai tera naam |
| Bhole naath bhole nath - 5 |
Tuesday, 1 April 2014
Nagar Me Jogi Aaya Yashoda Ke Ghar Aaaya
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment