| Ek Saadhe Sab Sadh Jate Hai |
| Sab Saadhe Sab Jaaye |
| Ek Saadhe Sab Sadh Jate Hai |
| Sab Saadhe Sab Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Bhole Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Shiv Hi Satya Hai |
| Satya Hi Shiv Hai |
| Satya Naam Omkaar |
| Baba Satya Naam Omkaar |
| Karle Sumiran Issi Mantra Ka |
| Ye Mukti Ka Dwaar |
| Ye Mukti Ka Dwaar |
| Mutthi Bandhe Aaya Jag Me |
| Haath Pasare Jaaye |
| Mutthi Bandhe Aaya Jag Me |
| Haath Pasare Jaaye |
| Tere Rangle Bangle Mahal Kothiya |
| Kuchh Bhi Saath Na Jaaye |
| Tere Rangle Bangle Mahal Kothiya |
| Kuchh Bhi Saath Na Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Bhole Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Aajar Amar Avinaashi Baba |
| Kaalo Ke MahaKaal |
| Kaalo Ke MahaKaal |
| Bhole Kalo Ke MahaKaal |
| Suraj Chanda Jal Thal Amber Ke Shiv Hai Pratipaal |
| Baba Jal Thal Ke Pratipaal |
| Baba Jal Thal Ke Pratipaal |
| Chhoot Naa Jaaye Haath Se Mauka |
| Phir Peechhe Pachhtaaye |
| Chhoot Naa Jaaye Haath Se Mauka |
| Phir Peechhe Pachhtaaye |
| Mitti Ki Teri Kaya Hai |
| Mitti Me Mil Jaaye |
| Mitti Ki Teri Kaya Hai |
| Mitti Me Mil Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Bhole Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Oye Sachchi Bhakti Se Hi Milta Bhole Ka Pyar |
| Milta Hai Bhole Ka Pyar |
| Tarr Gaye Kitne Paapi Aakar Bhole Ke Dwar |
| Tarr Gaye Kitne Paapi Aakar Bhole Ke Dwar |
| Bhole Saa Na Data Jag Me |
| Jo Mange So Paaye |
| Bhole Saa Na Data Jag Me |
| Jo Mange So Paaye |
| Lakkha Ki Kabhi Baat Khuli Naa Giri Sharan Me Aaye |
| Lakkha Ki Kabhi Baat Khuli Naa Giri Sharan Me Aaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Bhole Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Ek Saadhe Sab Sadh Jate Hai |
| Sab Saadhe Sab Jaaye |
| Ek Saadhe Sab Sadh Jate Hai |
| Sab Saadhe Sab Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Bhole Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
| Tu Jabple Naam Shiv Shambhu Kaa |
| Tera Naam Amar Hoyi Jaaye |
Friday, 16 May 2014
Ek Saadhe Sab Sadh Jate Hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment