Tuesday 1 April 2014

Nagar Me Jogi Aaya Yashoda Ke Ghar Aaaya

Unche unche mandir tare
 Uncha tera dhaam
 Kailaas wale
 Bhole baba ho..
 Karate hai tujhe pranaam...
 
 (Nagar me jogi aaya
 Yashoda ke ghar aaaya
 Bhed koi samjh na paya
 Ki aake alakh jagaya..
 Sabse bada hai tera naam tera naam
 Bhole naath bhole naath - 2) - 2
 
 (O aang vibhut gale rudra mala
 Shesh naag laptayo
 Bako teelak bhal chandramaa
 Ghar ghar alakh jagayo) - 2
 Nagar me jogi aaya
 Yashoda ke ghar aaya
 Bhed koi samjh na paya
 Ki aake alakh jagaya
 Sabse bada hai tera naam
 Bhole naath bhole nath - 2
 
 O o... (le bhiksha nikali nand raani
 Kanchan thaal bharayo
 Lo bhiksha jogi jao jangal me
 Mero lal darayo) - 2
 Nagar me jogi aaya - 2
 Yashoda ke ghar aaaya
 Bhed koi samjh na paya
 Ki aake alakh jagaya
 Sabse bada hai tera naam
 Bhole naath bhole nath - 2
 
 (O o naa chahiye
 Teri dualat duniya
 Aur na kanchan maya
 Tere lal ka darsh kara de
 Mai kailash aaaya) - 2
 Nagar me jogi aaya
 Yashoda ke ghar aaaya
 Bhed koi samjh na paya
 Ki aake alakh jagayo
 Sabse bada hai tera naam
 Bhole naath bhole nath - 2
 
 (O o... panch ved parikarma karke
 Singhi naad bajayo
 Shur dash balihari kanhaiya
 Jug jug jeev tero jayo) - 2
 Nagar me jogi aaya
 Yashoda ke ghar aaaya
 Bhed koi samjh na paya
 Ki aake alakh jagaya
 Sabse bada hai tera naam
 Bhole naath bhole nath - 5

No comments:

Post a Comment