| Aao mahima gaye bholenath ki |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki - 2 |
| Bholenath ki jai shambhu nath ki jai |
| Gauri naath ki jai dina naath ki jai |
| Aao mahima gaye bholenath ki |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki |
| Mukh par tej hai ang bhabhuti gale sarp ki maala |
| Mathe chandrama jata me ganga |
| Shiv ka roop nirala antaryami sabka swami |
| Antaryami sabka swami bhakto ka rakhwala |
| Teeno lok me baat rahe hai ye din rata ujala |
| Jai bolo jai bolo bholenath ki |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki |
| Bholenath ki jai |
| Shambhu nath ki jai |
| Gauri naath ki jai |
| dina naath ki jai |
| Aao mahima gaye bholenath ki |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki |
| Hari om namah shivay namah - 4 |
| Pee ke bhang tarang me jab jab bhola shankar aaye |
| Haath me apne damru lekar naache aur nachaye |
| Jobhi shraddha aur bhakti ki |
| Jobhi shraddha aur bhakti ki mann me jyot jalaye |
| Mera bhola shankar uspar apna pyar lutaye |
| Jai bolo jai bolo |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki |
| Bholenath ki jai |
| Shambhu nath ki jai |
| Gauri naath ki jai |
| Dina naath ki jai |
| Aao mahima gaye bholenath ki |
| Bhakti me kho jaye bholenath ki - 3 |
| Paar lagaye shiv bhole |
| Bigdi banaye shiv bhole |
| Kasht nivare shiv bhole |
| Dukh door kare shiv bhole |
| Jai bolo deena naath ki |
| Jai bolo gauri naath ki |
| Jai bolo badri naath ki |
| Jai bolo shambhu naath ki |
| Hai sabse nayare shiv bhole |
| Hai sabse pyaare shiv bhole |
| Hai damru wale shiv bhole |
| Bhole bhandari shiv bhole |
| Jai bolo deena naath ki |
| Jai bolo gauri naath ki |
| Jai bolo badri naath ki |
| Jai bolo shambhu naath ki |
| Paar lagaye shiv bhole |
| Bigdi banaye shiv bhole |
| Kasht nivare shiv bhole |
| Dukh door kare shiv bhole |
Monday, 31 March 2014
Aao Mahima Gaye BholeNath Ki
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment