| Satya hai ishwar shiv hai jeewan |
| Sundar ye sansar hai teeno lok hai tujhme teri |
| Maya apram par hai |
| Om namah shivaye namo..om namah shivaye namo.. |
| Man mera mandir shiv meri pooja |
| Man mera mandir shiv meri pooja |
| Shiv se bada nahi koi duja |
| Bol satyam shivam bol tu sundaram |
| man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
| Man mera mandir shiv meri pooja |
| Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai |
| Ram ne unko mata kahkar shiv shankar ki mahima gaai |
| Shiv bhakti mein sab kuchh sujha shiv se bada nahi koi duja |
| Bol satyam shivam bol tu sundaram |
| man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
| Man mera mandir shiv meri pooja |
| Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai |
| Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai |
| Tujhako sab devo ne puja shiv se bada nahi koi duja |
| Bol satyam shivam bol tu sundaram |
| man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
| Man mera mandir shiv meri pooja |
| Shiv se bada nahi koi duja |
Monday, 31 March 2014
Man Mera Mandir Shiv Meri Puja
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

No comments:
Post a Comment