Satya hai ishwar shiv hai jeewan |
Sundar ye sansar hai teeno lok hai tujhme teri |
Maya apram par hai |
Om namah shivaye namo..om namah shivaye namo.. |
Man mera mandir shiv meri pooja |
Man mera mandir shiv meri pooja |
Shiv se bada nahi koi duja |
Bol satyam shivam bol tu sundaram |
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
Man mera mandir shiv meri pooja |
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai |
Ram ne unko mata kahkar shiv shankar ki mahima gaai |
Shiv bhakti mein sab kuchh sujha shiv se bada nahi koi duja |
Bol satyam shivam bol tu sundaram |
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
Man mera mandir shiv meri pooja |
Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai |
Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai |
Tujhako sab devo ne puja shiv se bada nahi koi duja |
Bol satyam shivam bol tu sundaram |
man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja |
Man mera mandir shiv meri pooja |
Shiv se bada nahi koi duja |
Monday 31 March 2014
Man Mera Mandir Shiv Meri Puja
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment